Islamic hindi quots
(1) ILm hashil karo aur dusro tak pahochao Aur ussay nafa hasil karo. nafa hasil karo yaani uss par amal karo(2) Har suni sunayi hui baat ko aagey kar dena bhi gunah hai. yaani soche samjhe bagair kisi bhi baat ki hakikar jaane bagair aage kar dena.
![]() |
Islamic hindi quotes |
(4) Dil ko buray akhlaaq aur Na-pasandida khaslato se paak rakhna chahiye. Aur yeh bhi batini taharat ka hissa hai.
(5) Do khaslate aisi hai jo kisi munafiq me nahi hoti. hushn e akhlaaq aur deen ki samajh buj (munafiq log unhe kehte hai, jinke Dil imaan se khaali hai)
(6) Imaan ka Libaas parhezgari, Jinat Aur sharm wa haya hai.
(7) Jiss tarah khana badan ki giza hai issi tarah ILm o hikmat Dil ki giza hai.
(8) Allah Azzawajal ke nazdik sabse Na-pasandida woh shakhs hai. jo bahot zagdalu hai
(9) Accha dost wo hai ki Agar tu Allah Azzawajal ka zikr karay to woh teri madad karay. Aur agar tu apne Rab Azzawajal ke zikr ko bhul jaaye to woh tujhe yaad dilaye.
(10) Taqwa par kisi qaum ki kheti nahi sukegi. Yaani jo Riza e ILahi ke liye Amal karega. Uska Amal baatil nahi hoga.
↗️Hindi Post (इस्लामिक हिंदी पोस्ट यहाँ से पढ़े)
No comments:
Post a Comment